So Gya Yeh Jahan Lyrics Nautanki Saala

So Gya Yeh Jahan Lyrics Nautanki Saala

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan
So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan

So gayi hai..
Saari manzilein
Ho saari manzilein
So gaya, hai rasta

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan

So gayi hai..
Saari manzilein
O saari manzilein
So gaya, hai rasta

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan

Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum 
Jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye

Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum 
Jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye..

Iss gali, uss gali
Iss nagar, uss nagar..
Jaayein bhi to kahaan
Jana chaahein agar..

O so gayi hai 
Saari manzilein..
Ho saari manzilein
So gaya, hai rasta..

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan..
So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan..
So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan

So gayi hai 
O saari manzilein..
Ho saari manzilein
So gaya, hai rasta..

So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan..
So gaya, yeh jahaan
So gaya, aasmaan...

No hay comentarios:

Publicar un comentario

Thanks For Visit Here.